بحرِ بیکراں

زاہد اکرام کے قلم سے

وحی اورعالمی سیاست


 
Aalmi Siasat Ho Agar wahi Ki Roshani Say Mehroom
Aakal-e-Be-Baak Theray Insaaniyat Soz-o-Fasaas Angaiz
Wahi Ki Ra Main Hi Ho Tey Agar Iqwam Ka Safer-e-Hyaat
Jannat Ho Yeh Zameen Aur Kehkashain Sajda Raiz


Wahi Kay Dam Se Hay Ishq-o-Janoon Fiker-o-Nazar
Wahi-e-Quraan Say Iqwam-e-Aalim Kay Aamaal Peh Neghebaan
Bina Wahi Kay eql-o-Khird Fikar-o-Khabar
Bna Haq Kay Mafadaat Ki Jang Aur Fasaad-e-Jahaan


Aakal JoKaray Wahi Kay Samnay Sar-e-Tasleem Kham
No-e-Inssani Ki Rabbubiyat Ka Ho Paida Samaan
Wahi Say Hi Hoon Roshan Jaha-e-Aakal-o-Fikar
Werna Bhataktay Rahin Ta Dam-e-Merg Tarik-e-Quraan


Aakal Ho Wahi Kay Tabay Tu Mahasil Sharf-e-Insaaniyat
HHaqeeqatt Ko Kar Kay Be-Naqaab Aur Aayaan Posheeda Raaz
Khowabeedah Ko Kar Kay Be-Daar Day Kay Taza Jazbaat
Torray Gulaami Ki Zanjeerain Badlay Zamanay Kay Andaaz


Dil Ki Nazroon Say Haqeeqat Ko Daikhtay Hain Be-Naqaab
Kabhi Wahid-ul-Wajood Main Kabhi Wahidat-e-Shahood Main Zaat
Kaarwaan-e-Insaaniyat Apni Manzel Nah Bhatak Jae Kahain
Torr Du Har Kohan-e-Butt Khanaa Aur Kufar Kay Batel Jazbaat


Wahi Kay Abdee Aasoolon Peh Ho Jo Qaim Yaqeen-e-Mohkam
Karay Haqeeqat Say Aashna Bakhshay Qowatt-e-Be-Panah
Aasoolon Peh Jaan Fidaa Kerna Deewaangi Nah Pagalpan
Jabiib-e-Zofanoon Ka Mohasel No-e-Insaani Ki Nashwonamah


Azem-o-Towakal Main Pinhaan Momin Ki Qowatt Ka Raaz
Nah Hoon Yeh Du Jawaher Tu Reh Jati Hay Faqat Kaafree
Qawaneen-e-Khudawandi Peh Ho Yaqeen-e-Mohkam wa Amel-e-Peham
Hasool-e-Nasab-ul-Ain Phir Hyaat-e-Javidaan Teree


Khair Kia Hay Shar Kia Hay? Faisla Nah Kar Pae Aqal
Wahi Ki Rahnamai Karay Khair Ko Shar Say Judaa Judaa
Momin Ki Zandgi Ik Kashmakash-e-Peham Wa Jehaad-e-Masalsal
Baatil Ko Karay Zair Aur Koh-e-Zulmat Ko Rezah Rezah


Qowatt-e-Emaani Say Gera Du Takleed-o-Kadamat Parasti Ki Dewarain
Kafir Hain Asal-e-Hyaat Say Na-Ashna Chah-e-Madah Paeasti Main Hesaar
Nezaam-e-Batil Kay Tooq-o-Silasel Ko torr Dalain Momin Ki Nighain
Aalemgeer Falah-e-No-Insaani Ka Samaan Hay Yeh Saheb-e-Kerdaar


Deen Ko Kia Rukhsatt Siasatt Say Mazhab Oarastoon Nay
Ulgi Hoi Hay Madaar-e-Siasatt Secularism Kay Jaal Main
Rahay Siasatt-e-Hadool Allah Kay Ander Tu Makamal Deen-e-Haq
Momin Ko Nah Apni Fikar Magar Rehay Kamzoor-o-oNatwaan Kay Khiaal Main


Karay Berpa Arbaab-e-Istabdaad PehTufaani Talatam Khaizian
Mazloom Zakhmi Kay Liye Marham Zalim Kay Liye Samseer-e-Khara Shagaaf
Mukhtaser Saaz-o-Samaan-e-Zindagi Aur Sozo Daroon Say Kibraizaan
Pur Nam Nigahain Liye Shola-e-Pinhaan Dil Sheshay Ki Tarah Shafaaf


Queaan Ki Tajeliyaat Say Ho Roshan Seenay Tu Zandgi Sarapa Noor
Layae Wo Inqaab Jis Ka Sadyoon Nay Ki Hay Intazaar
Ki Jiye Queaani Moaashrah Mutshakrl Ho Jis Peh Chasham-e-Falak Ko Garoor
Torriye Madah Parasti Ki Zaneerain Laye Zabdgi Main Nikhaar


Andhi Takleed Say Taareeq Howay Seenay Asbaab-e-Zawaal
Salahiyat Na Raho Baqi Keh Wahi Kay Samnay Ser-e-Tasleem Kham
Her Terrah Raasita Lagay Sedah Her Aib iss Ki Nighahoon Main Hunnar
Nah Emaan Ki Hararatt Na Lutf-e-Kharaam Madiyatt Parasti Main Gum


Ser Germ-e-Amel Hain Zinda Qomain Ham Gehri Neend Main Dobay
WOh Tofaanoon Say Naberd Aazmaa Hum Sief Lab-e-Sahel Mehvay Tamashaa
Na Zabdagi Main Haearatt Ki Namood Nah Hasti Kau Derya Main Moj
Woh Taafen Zadah Qom Jis Ka Bazar-e-Baee-o-Sharah Main Na Bikay Lashaa


Laa say Torr Zanjeer-e-Madah Parastanah Kay Afkaar-o-Tasewraat
Qawaneen-e-Queaan Kay Hu Tabay Zandagi Tu Yeh Hay Illaa
Ikk Mamulkat-e-Khud Mukhtaar Ka Quyaam Nahin Hay Azadi Ka Naam
Jab Tak Nah Ho Aghiyaar Kay Afkaar-o-Takhiulaat Say Chuttkaraa


Quraan Par Fikar-o-Tadabur Say Hi Tatheer Akal-o-Baseerat-Emaan
La Illaha Say Karo Ghair Quraani Tasavraat Say Paak Qalb-o-Nigah
Ilal Allah Pe Ho Yaqeen-e-Kamel Tu Rakho Har Dam Bott Shikan Taigh-o-sanaan
Muhammad (PBUH) Ur Rasool Allah Say Sajao Khuda Ki Bati Paida Karo Jahaan-e-Tazah

Invitation By نمائش مسجد نبوی

By the Grace of Almighty Allah, on 15th April 2017, I was invited in Saudi Arab as Guest of Honor by “The Holy Quran Exhibition” and “Asma-ul-Husna Exhibition”, both Exhibitions are located at Masjid-e-Nabwi (PBUH) Madinah Munawrah. The Official Urdu Facebook Page of نمائش مسجد نبوی  Published about my Visit and my introduction at https://web.facebook.com/Exhurdu/posts/1188045777985359?pnref=story
 اللہ پاک کےخصوصی کرم کی بدولت پندرہ اپریل ۲۰۱۷ کو مجھے سعودی عرب میں نمائش قرآنِ مجید اورنمائشِ اسماالحسنیٰ میں میں اعزازی مہمان کے طور پر مدعو کیا یہ دونوں ایگزیبیشن مسجد ِنبویﷺ مدینہ منورہ میں واقع ہیں. نمائشِ مسجدِ نبویﷺ نے اپنے آفیشل اردو فیس بک پیج پرمیر ے دورے کی تفصیلات اور میرا تعارف پیش کیا ہے

روضہِ رسولَ پاک ﷺ کی حاضری کے دوران میں نے پاکستان کے لئے نمائش قرآنِ مجید -  تحقیق و ترقی کا منصوبہ کا پلان تشکیل دیا ہے جہاں ایک عام آدمی ‘قرآن کے پیغام‘ کو سمجھنے کے لئیے داخل ہو گا۔ جہاں وہ تمام مضامین جن پراللہ نے انسان کو دعوتِ غوروفکر دی ہے وہ سب جدید سا ئنس اور قرآن پاک کی روشنی میں واضح کیے جائیں گے، خصوصی طور پر ہمیں دکھائی دینے والی کائنات میں اور خود نفسِ انسانی کے اندر پائے جانے والی اللہ کی تما م نشانیاں۔ یہ یقینی طور پرایک منفرد اور منطقی سوال وجواب کی نمائش ہو گی جو کہ انسان نے کبھی نہ دیکھی ہو اورجو زندگی بدلنے اور خیالات کوابھارنے میں مددگار ہو گی جو کہ تھری ڈی ماڈلنگ ،سیون ڈی ہولوگرام ٹیکنالوجی، آڈیو ویڈیو ملٹی میڈیا، تصاویر اور گرافکس، ٹچ سکرینز، انگریزی ارد و اور دوسری مختلف بین الاقوامی او ر علاقائی زبانوں میں وضاحت ، کیو آر لوگو سکین سمارٹ فونز پہ نمائش کی معلومات کو کھولنے اور شیئر کرنے کے لیئے۔ یہ نمائش اسلام کی روح کے عین مطابق اپنے حدف کو حاصل کرے گی جس کی تعلیمات سے تمام مسلمان اور غیر مسلمان اور ہمارے مستقبل میں آنے والی نسلیں سبھی فائدہ اٹھائیں گے ۔ انشا اللہ


 

Some Scientific ideas!

By Zahid Ikram
How can our past be seen?
Are we Living in Future?
How God Sees Our Present Past and Future?

Discover Q&A about Our Universe!


ہمارے بچپن سے ہمیں یہ سیکھایا جاتا ہے یہودی اور اسرائیل ہمارے سب سے بڑے دشمن ہیں

 کیا آپ واقعی اسرائیل اور اہلِ یہود کے بارے میں جانتے ہیں؟

Our Mission

My mission is to convey the message of Holy Quran by all means to common men. Since we as a Muslim we  use to teach our children how to read the Arabic of Quran, and our children become Hafiz e Quran without even knowing its meaning.  

Contact Us

zahid@findpk.com
+92 310 6577888